Skip to main content

Ye Jo Halka Halka Saroor Hai Ghazal | Lyrics in Hindi with Meaning in English

Introduction:

This Ghazal is written by Anwar Farrukhabadi(Sufi poet from Farrukhabad district in India). Latter this was changed by various lyricist.

Ye Jo Halka Halka









ये जो हल्का हल्का सुरूर है
Ye jo halka halka suroor hai
This Slight Exhilaration That exists

ये तेरी नज़र का कसूर है
Ye teri nazar ka kusoor hai
Is the fault of your eyes

के शराब पीना सिखा दिया
Ke sharaab peena sikha diya
It taught me how to get intoxicated

के शराब पीना सिखा दिया
Ke sharaab peena sikha diya
It taught me how to get intoxicated

ये जो हल्का हल्का सुरूर है
Ye jo halka halka suroor hai
This Slight Exhilaration That exists

ये तेरी नज़र का कसूर है
Ye teri nazar ka kusoor hai
Is the fault of your eyes

के शराब पीना सिखा दिया

Ke sharaab peena sikha diya
It taught me how to get intoxicated

के शराब पीना सिखा दिया
Ke sharaab peena sikha diya
It taught me how to get intoxicated

तेरे प्यार ने, तेरी चाह ने
Tere pyaar ne teri chaah ne
Your love for me

तेरी बहकी बहकी निगाह ने
Teri behki behki nigaah ne
Your intoxicated eyes

मुझे इक शराबी बना दिया
Mujhe ek sharaabi bana diya
Have made me an alcoholic out of me

के शराब पीना सिखा दिया
Ke sharaab peena sikha diya
It taught me how to get intoxicated

शराब कैसी खुमार कैसा
Sharaab kaisi, khumaar kaisa
What is alcohol, What is intoxication

ये सब तुम्हारी नवाज़िशें  हैं
Yeh sab tumhaari nawaazishen hain
It is all your generosity

पिलाई है किस नज़र से तू ने
Pilayi hai kis nazar se tune
With what look in your eyes you fed it to me

के मुझको अपनी ख़बर नही है
Ke mujh ko apni khabar nahi hai
That i have lost alll sense

तेरे प्यार ने तेरी चाह ने
Tere pyaar ne teri chaah ne
Your love for me

तेरी बहकी बहकी निगाह ने
Teri behki behki nigaah ne
Your intoxicated eyes

मुझे इक शराबी बना दिया
Mujhe ek sharaabi bana diya
Have made me an alcoholic out of me

के शराब पीना सिखा दिया
Ke sharaab peena sikha diya…
It taught me how to get intoxicated

मेरे बाद किसको सताओगे
Mere baad kisko sataaoge
After me, whome will you tease

मेरे बाद किसको सताओगे
Mere baad kisko sataaoge
After me, whose will you tease

मुझे किस तरह से मिटाओगे
Mujhe kis taraha se mitaaoge
How will you wipe away my memories

मुझे किस तरह से मिटाओगे
Mujhe kis taraha se mitaaoge
How will you wipe away my memories

मुझ को तो बर्बाद किया है
Mujh ko toh barbaad kiya hai
You Have destroyed me

और किसे बर्बाद करोगे
Aur kise barbaad karoge
Whome else will destroy

रो रो के फरियाद करोगे
Ro ro ke fariyad karoge
You will beg for help


Similar Posts:





By Nusrat Fateh Ali Khan:

Ye jo halka halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai
ke sharaab peena sikha diya
ye teri nazar ka kusoor hai
ke sharaab peena sikha diya
Ye jo halka halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai
ke sharaab peena sikha diya

Tere pyaar ne teri chaah ne
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya

Sharaab kaisi khumaar kaisa
ye sab tumhari nawaeishen hain
pilayi hai kiss nazar se tu ne
ke mujhko apni khabar nahi hai
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya

Sara jahan mast 
Jaha ka nizam mast
tum mast sheesha mast
sab mast jaam mast
din mast raat mast
sahr mast shaam mast
Yun jo saaqi har tarah ki
tere maikhane mai hai
Yun jo saaqi har tarah ki
tere maikhane mai hai
A woh bhi thori si
Jo in aankhon ke 
Paimaanay mein hai
A woh bhi thori si
Jo in aankhon ke 
Paimaanay mein hai

Sab samajhta hoon teri ishvaagari ai saki Kaam karti hai nazar, naam hai maikhane ka Teri behki behki... Tera piyaar hai meri zindagi Bus meri zindagi tera pyaar hai BUs meri zindagi tera pyaar hai Na namaaz aati hai mujh ko na wuzu aata hai Sajda kar leta hoon jab saamnay tu aata hai Bus meri zindagi...Tera piyaar hai Bus meri zindagi tera pyaar hai Meri Meri Meri Bus meri zindagi tera pyaar hai Haan meri zindagi Teri yaad Hai Meri Badagi Jo teri khushi woh meri khushi Jo teri khushi woh meri khushi Ye mere junoon ka hai mojza Ye mere junoon ka hai mojza Jahan apne sar ko jhuka diya Wahan mein ne kaaba bana diya Mere baad kiss ko sataao ge Mere baad kiss ko sataao ge Mein ne un ke saamne awwal-to-khanjar rakh diya Phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya aur arz kiya mere bad kisko sataao ge Mujhe kis tarha se mitaao ge Kahan ja ke teeri chalaao ge Meri doosti ki balaayen lo Mujhe haath utha kar duaaein do Tumhein ek kaatil bana diya Ye jo halka halka suroor hai Yeh teri nazar ka kusoor hai Ke sharaab peena sikha diya Ye jo halka halka suroor hai Yeh teri nazar ka kusoor hai Ke sharaab peena sikha diya


Related Songs:

1. Ye Jo Halka Halka Saroor Hai - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan





2. Ye Jo Halka Halka Original Song by Nusrat Fateh Ali Khan





3. Ye Jo Halka Halka Suroor Hai | Farhan Saeed




4. Neha Kakkar: Halka Halka Unplugged With Lyrics | FANNEY KHAN | Aishwarya Rai Bachchan, Rajkummar Rao




5. The Controversial Qawwali - Halka Halka by Tahir Qawwal & Party




6. Halka Halka Suroor by Parthiv Gohil | "Nusrat Fateh Ali Khan




7. Ye jo halka halka surroor hai by Devi(Bhojpuri Singer)




8. Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai | Rekha | Jeetendra | Souten Ki Beti | Old Hindi Songs | Kishore Kumar




9. Ye Jo Halka Halka-Sunidhi Chauhan-Anaband




10. eh Jo Halka Halka Saroor Hai-Unplugged Cover | K Walia




11. Ye Jo Halka Halka | Dr. Jaspinder Narula



References:
1.  http://www.thehindu.com/todays-paper/tp-national/article2149357.ece
2. "Archived copy". Archived from the original on 2009-07-28. Retrieved 2012-02-16.
3. Chaturvedi, Vinita (17 February 2018). "Tejaswini Pandit has become a shayara". The Times of India. The Times Group. Retrieved 8 August 2018. These lines do remind you of Sufi poet Anwar Farrukhabadi’s famous ghazal… ‘Yeh jo halka halka suroor hai, sab teri nazar ka kusoor hai ..
4. https://en.wikipedia.org/wiki/Anwar_Farrukhabadi
5.https://www.pexels.com/

Comments

  1. Badmer rajasthan se mangniyar k logo ne bhi bhut khub gaya h

    ReplyDelete
  2. Thank you for uploading this song's lyrics as it's one of my most favorite!

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Chhap Tilak Sab Chhini Re Song | Lyrics in Hindi with Meaning in English

Introduction:  Basically this is poem written by Amir Khusro in 14th Century.  छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके You've taken away my looks, my identity, by just a glance. बात अगम कर दिनी रे तो से नैना मिलाई के You've said the unknown, by just a glance. प्रेम भटी का मदवा पिलाइके By making me drink the wine from the love of devotion मतवारी कर लीन्ही रे मोसे नैना मिलाइके You've intoxicated me by just a glance; गोरी गोरी बईयाँ, हरी हरी चूड़ियाँ My fair, delicate wrists with green bangles in them बईयाँ पकड़ धर लीन्ही रे मोसे नैना मिलाइके Have been taken off by you with just a glance. बल बल जाऊं मैं तोरे रंग रजवा I give my life to you, Oh my cloth-dyer, अपनी सी रंग दीन्ही रे मोसे नैना मिलाइके You've dyed me like yourself, by just a glance. खुसरो निजाम के बल बल जाए I give my whole life to you Oh, Nizam, मोहे सुहागन कीन्ही रे मोसे नैना मिलाइके You've made me your bride, by just a glance. छाप तिलक सब छीनी रे मोसे नैना मिलाइके You've taken...

Dil Hoom Hoom Kare Song | Lyrics in Hindi with Meaning in English

Introduction: Basically this song lyrics written by Gulzar; all music composed by Bhupen Hazarika. Gulzar दिल हूम हूम करे, घबराए Dil hoom hoom kare, ghabraaye (The heart rumbles and mumbles) घन धम धम करे, गरजाए Ghan dham dham kare, darr jaaye (dark clouds of worries roar and thunder) एक बूँद कभी पानी की, मोरे अँखियों से बरसाए Ek boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye (and yet I keep yearning, for even a single drop of tears to burst forth from my eyes) तेरी झोली डारूँ, सब सूखी पात जो आए Teri jhori daaroon sab sukhe paat jo aaye (I know your touch can sprout life in these shrivelled stumps of my existence) तेरा छुआ लगे, मेरी सूखी डाल हरियाए Tera chhua laage, meri sukhi daar hariyaaye (and in this hope I gather and preserve all the wilted leaves of my life) Statue of Bhupen Hazarika दिल हूम हूम करे, घबराए Dil hoom hoom kare, ghabraaye (The heart rumbles and mumbles) जिस तन को छूआ तूने उस तन को छुपाऊँ Jis tan ko chhua tune, us tan ko chh...

Na Daro Har So Jab Jaye Lado Song | Lyrics in Hindi with Meaning in English

Introduction: Original name of this song is Deh Shiva Bar Mohe. Originally this is 17th-century hymn( भजन)  written by Guru Govind Singh(10th Sikh Guru) in the Dasam Granth in Brij Bhasha language. न डरौं अरि सौं जब जाय लड़ौं, निश्चय कर अपनी जीत करौं, May I battle all foes ( दुश्मनों)  without fear, and claim victory with courage, न डरौं अरि सौं जब जाय लड़ौं, निश्चय कर अपनी जीत करौं, May I battle all foes without fear, and claim victory with courage, निश्चय कर अपनी जीत करौं, Claim victory with courage, देह शिवा बर मोहे ईहे, शुभ कर्मन ते कभुं न टरूं, Grant me this boon( वरदान) , O God | May I never refrain from righteous acts, देह शिवा बर मोहे ईहे, शुभ कर्मन ते कभुं न टरूं, Grant me this boon( वरदान) , O God | May I never refrain from righteous acts, अरु सिख हों आपने ही मन कौ इह लालच हउ गुन तउ उचरों, May the glory be etched on my mind, And my highest goal be singing the praise, जब आव की अउध निदान बनै अति ही रन मै तब जूझ मरों, When this moral life come...